AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA

Aaj ashk mere Naat soonaa?e to ajab kya
Sun kar woh mujhe paas bulaa?e to ajab kya

Deedar ke qaabil to kaha meri nazar he
Lekin woh kabhi khwaab me aaye to ajab kya

Un par to ghunahagaar ka sub haal khula he
Us par bhi who daaman me choepaa?e to ajab kya

Haasil jinhi Aqaa ki ghulaami ka sharaf he
Tokar se woh moordo ko jalaa?e to ajab kya

Muh dhan ke rakna ke ghunahagaar bohot ho
Mayyit ko meri dekhne aye to ajab kya

Na zaade safar he na koyee kaam bhale he
Lekin mujhe Sarkaar bulaa?e to ajab kya

Woh husne do alam he Adeeb Un ka karam he
Sehra bhi ghir phool khilaa?e to ajab kya


Related Content

  1. Aadha Idhar Aadha Udhar
  2. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  3. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  4. Noor Wala Aya Hai
  5. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  6. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  7. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  8. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  9. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  10. TERI JALIYON KE NEECHE
  11. Ham Faqeeron Ko Madeene
  12. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  13. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  14. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  15. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  16. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  17. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  18. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  19. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  20. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics

Leave a comment