MERI BAAT BAN GAYI HAI

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Tere Ishq ki Badolat, Mujhe Zindagi Mili Hai

Mujhe Moat Aaqa Aaye, Tera Zikar Karte Karte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Kisi Cheez Ki Talab hai, Na Hai Arzoo Bhi Hai Koi

Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte

Tu Ne Itna Bhar Diya Hai, Kashkoal Bharte Bharte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Mere Soonay Soonay Ghar Mein, Kabhi Ronkein Ataa Hon

Main Deewana Ho Gaya hoon, Teri Raah Takte Take

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Hai Jo Zindagani Baaqi, Yeh Irada Kar Liya Hai

Tere Munkiron Se Aaqa, Main Maroon Ga Larte Larte

Tere Munkiron Se Aaqa, Main Maroon Ga Larte Larte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Nasir Ki Haazri Ho, Kabhi Aastan Pe Tere

Ke Zamana Ho Gaya Hai, Mujhe Aahen Bharte Bharte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte

Tere Shehar Mein Main Aoon, Teri Naat Parhte Parhte

Related Content

  1. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  2. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  3. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  4. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  5. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  6. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  7. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  8. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  9. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  10. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  11. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  12. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  13. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  14. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  15. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  16. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  17. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  18. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  19. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  20. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics

Leave a comment