Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics

Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics

Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail

Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail
Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke TufailIss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila
Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai KhudaAaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke Waastay
Bando Ko Unke Rab Se Milanay Ke Waastay

Bunyaad But Kadoon Ki Giraanay Ke Waastay
Rasm-O-Riwaaj Kufr Mitaanay Ke Waastay

Insaan Ko Bandagi Ka Saleeqa Sikhaye Ga
Ye Noor Zulmatoon Ko Ujaalay Banaye Ga

Guftaar Lajawaab Hai Kirdaar Bay Nazeer
Haami Sitam Zadoon Ka Yateemon Ka Dastageer

Halqa Bagosh Iske Hain Kya Shah Kya Faqeer
Insaan Reh Sakay Ga Na Insaan Ka Aseer

Bhooka Rahe Ga Khud Who Jahan Ko Khilaye Ga
Woh Apnay Dushmano Ko Galay Se Lagaye Ga

Peghaam-e-Haq Ye Saaray Jahan Ko Sunaye Ga
Keena Zadoon Ko Rushk-e-Gulistan Banaye Ga

Har Gaam Rehmaton Ke Khazanay Lutaye Ga
Insaan Ko Ye Dars-e-Akhuwat Sikhayega

Dega Kuch Iss Adaa Se Peghaam-e-Dosti
Zehno Se Door Kardega Sadiyon Ki Dushmani

Yeh Sahib-e-Jamal Hai Ye Sahib-e-Kamal
Khush Dil Hai Khush Pasand Khush Khulq Khush Khisaal

Khalaaq-e-Dou Jahan Ki Hai Takhleeq-e-Bay Misaal
Mumkin Nahin Hai Isko Kissi Dor Mein Zawaal

Roshn Karega Rushdo Hidayat Ke Woh Diye
Bun Jayeingay Sabaq Jou Har Dor Ke Liye

Beshak Yehi Hai Bayiss-e-Takhleeq-e-Kainaat
Chamkay Ga Iske Husn Se Har Gosha-e-Hayaat

Rasikh Hai Iska Qol Tou Sachi Hai Har Ik Baat
Dil Mein Hai Iske Rehem Nazar Mein Iltifaat

Iske Karam Ki Hadh Hai Na Koi Hisaab Hai
Jiss Par Nigaah Daal De Woh Aftaab Hai

Aaya Hai Muflison Ki Himayat Liye Huay
Mazloom-O-Bekasoon Ki Mohabbat Liye Huay

Ahl-e-Gunaah Ke Haq Mein Shifa’at Liye Huay
Saaray Jahan Ke Liye Rehmat Liye Huay

Hoga Iski Zaat Par Qur’an Ka Nuzool
Woh Aakhri Kitaab Hai Ye Aakhri Rasool

Arz-O-Sama Banay Hain Issi Noor Ke Tufail
Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail

Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail
Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke Tufail

Iss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila
Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai Khuda

Aaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke Waastay

Related Content

  1. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  2. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  3. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  4. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  5. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  6. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  7. Aap aye duniya vich door hoye gham
  8. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  9. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  10. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  11. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  12. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  13. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  14. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  15. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  16. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  17. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  18. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  19. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  20. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)

Leave a comment