Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics

Rooh tarapti rahe dil machalta rahe

Zindagi ka maza he ke har sans se

Yaa Mohammad Mohammad nikalta rahe

Yaa Mohammad Mohammad mein kahta raha

Noor ke motiyon ki larri ban gai

Aeaton se milaata raha eatain

Pir jo deka to naate nabi ban gai

Jo bi ansoo bahee mere mehboob ke

Sab ke sab abr rahmat ke chhinte banain

Chah gai rat jab zulf lehra gai

Jab tabassum kiya chandni ban gai

Yeh to mana ke jannat he baaghe hasin

Khubsurat he sab khuld ki sar zamin

Husn e jannat ko pir jab sameta gaya

Sarwar eambiya ki gali ban gai

Jab chira tazkira un ke rukhsaar ka

Waduha par lia walqamar keh diya

Dil Madina mera bana Aaqa

Ho mujhe chashme namm ataa Aaqa

Ab huzoori ho door doori ho

Phir Madine mujhe bula Aaqa

Maut ke bad bhi surur aee

Aisi ulfat ki mai pila Aaqa

Mujh ko Siddik ki sadaaqat ka

Koi zarra tu kar ataa Aaqa

Kash roye Khashiyat e Rab se

Bahre Farooq dil mera Aaqa

Bahre Usman ba hea mujh ko

Dijie Daulate Hea Aaqa

Bahr e Maula Ali mujhe ghalaba

Dushmano per tu kar ataa Aaqa

Az pee Fatima mujhe apne

Ishq me har ghari rula Aaka

Behr e Hasnain de panah mujh ko

Paikar e Sabr aur Riza Aaqa

Mujh ko sadqe me Bu Hanifa ke

Aalim e Ba’amal bana Aaqa

Vasta tujh ko Gaus e Azam ka

Nek sirat mujhe bana Aaqa

Vasta tujh ko Ala Hazrat ka

Tu mujhe muttaqi bana Aaqa

Mere Ehlo Eaal aur mujh se

Door ho jee har bala Aaqa

Muskura kar Ubaid se keh do

Tu mera banda mai tera Aaqa


Related Content

  1. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  2. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  3. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  4. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  5. Ya Nabi Ya Nabi
  6. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  7. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  8. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  9. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  10. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  11. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  12. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  13. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  14. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  15. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  16. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  17. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  18. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  19. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  20. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)

Leave a comment