Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics

Jab Jab Nabi ki Yaad Aaye He

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he

Amina bibi khushiyan manayen

Abdul Mutallib fule na samayen

Bal bal halima bibi jaye he

Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he

Aaye ro jag ma shah e madina

Kufr ke saath pe aaya pasinaa

Haq ka jo jhanda lehraye he

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he

Allahu akbar unka pasina

Jisme mahekta he sara madina

Dono jahan ko mehakaye he

Jiya mora khinch ke madina chalaa jaye he

Ayega ik din hajj ka mahinaa

Fir se bula lo shahe madina

Rizwan ko yaad ab sataye he

Jiya mora khinch ke madina chala jaye he


Related Content

  1. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  2. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  3. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  4. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  5. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  6. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  7. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  8. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  9. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  10. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  11. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  12. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  13. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  14. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  15. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  16. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  17. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  18. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  19. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  20. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah

Leave a comment