Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi Naat Lyrics

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thy

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Takkte rahein Yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko

Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko

Jab poocha tu kahne lage woh surat hi kuch aesi thi

Jab poocha tu kahne lage woh surat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat hum ko jannat hi kuch aesi thi

Bolo aey Jibril ke unki kyun kar taliyan choomi thein

Tu kehne lage Jibril ke unki azmat hi kuch aesi thi

Kehne lage Jibril ke unki azmat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat ham ko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat ham ko jannat hi kuch aesi thi

Duniya mein Sarkar ki naatein parhte rahein har eik lamha

Qabr mein beti naat labhoon par aadat hi kuch aesi thi

Qabr mein beti naat labhoon par aadat hi kuch aesi thi

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi Naat Lyrics

Pass bulea pass bithea arsh pe unko Khaliq ne

Yeh to akhir hona hi tha chahat hi kuch aesi thi

Yeh to akhir hona hi tha chahat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Akbar-o-Asghar aur yeh Ghazi din pe warein hans hans kar

Yoon lagta hai din-e-Nabi ki kimat hi kuch aesi thi

Yun lagta hai din-e-nabi ki kimat hi kuch aesi thi

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakiron ne dekha

Kyon na farishte pyaar se milte nisbat hi kuch aesi thi

Kyon na farishte pyaar se milte nisbat hi kuch aesi thy

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thi


Related Content

  1. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  2. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  3. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  4. Qurban Tumpe Meri Jaan
  5. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  6. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  7. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  8. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  9. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  10. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  11. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  12. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  13. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  14. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  15. aaka ko pukar bande aaka pukar
  16. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  17. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  18. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  19. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  20. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)

Leave a comment