Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics

Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon
Kabhi To Sunega Duaen Wo Meri
Kabhi To Sunega Sadaen Wo Meri

Jo Logon Say Sun Sun Kay Nakhse Hain Khenche
Haqiqat May Honge Manazir Wo Kaise
Kabhi Jake Dekhon Khud Aankhon Se Apni
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Khuda Ne Utara Jishe Asman Se
Kiya Nasb Tha Jisko Paighambaron Ne
Ushi Hajre Aswad Ka Bosa Me Lelon
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Mere Samne Ho Wo Qabe Ki Cokhat
Wo Rukne Yahmani Wo Mizabe Rehmat
Me Sehne Haram Me Karon Jake Sajde
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Wo Shehre Haram Wo Madine Ki Galiyan
Wo Arafat Ka Din Minah Ki Wo Ratain
Muyasar Kabhi Hon Hame Sare Jalwe
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Mere Samne Ho Wo Gunbade Khizran
Wo Roze Ki Jaali Wo Jannath Ka Gosha
Kabhi Chuom Lon Jake Khake Madina
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon

Nehi Hay Bharosa Koi Zindegi Ka
Ushi Ko Khabar Hay Wohi Janta Hay
Bulalega Hamko Wo Marne Se Pehle
Bulalijiye Mujhko Marne Se Pehle

Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hon
Khuda Kab Bulalain Mujhe Apne Ghar Me
Main Muddat Se Is Aas Par Jirahi Hoon…


Related Content

  1. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  2. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  3. Ya Nabi Ya Nabi
  4. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  5. Aaqa Ka Milad Aaya
  6. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  7. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  8. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  9. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  10. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  11. Tum Par Main Jan
  12. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  13. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  14. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  15. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  16. Aey Mere Mola Mola Mola
  17. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  18. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  19. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  20. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics

Leave a comment