Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Mere  aaka  mere aaka

Apne mangto pe ho nigahe karam

Ilitaja hain ye tajdare haram

Mere aaka……………………………………

Madine dekhenge hai aarzoo sabki

Madine jaan se pyaar hai

Hai sabze gambad par wo noor ki baris

Bahot hasin nazara hai

Hasate did main har aankh hai nam

Iltija hai ye tajdare haram

Mere aaka…………………………………….

Ho rahamate hum par e rahamate  aalam

Sadae hain ye gulamo ki

Hamari laaj rakhe bulae  roze par

dua e  hain ye gulamo ki

kash nikle madine paak main dam

iltija hai ye ……………….

tumhare noori kadam jaha jaha  pe gaye

ujale rah tale hain

ye khushk mosam ka andhera dur huva

saje khajuro ke zumar hain

khairo barkat  waha hoti nahi kam

iltija hai ye…………………

hain husne yusuf  ki  hasin  bat  magar

nabi ki shan nirali hain

hain sare alam me ye husn jitna bhi

nabi ke dar ka sawali hain

husne-akhlak mangte hain ham

iltija hai ye……………………..

huzur nat kahun hain arzoo meri

yuhin ye umr gujar jaye

kamal karde ata ‘kamal’ ko aaka

madina dil main utar jaae

hamd aur naat ka ye mera kalam

iltija hai ye ……………….


Related Content

  1. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  2. Aadha Idhar Aadha Udhar
  3. Aap aye duniya vich door hoye gham
  4. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  5. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  6. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  7. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  8. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  9. Noor Wala Aya Hai
  10. Aye Hasnain Ke Nana
  11. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  12. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  13. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  14. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  15. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  16. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  17. Tere Ishq Di Dolat
  18. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  19. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  20. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane

Leave a comment