Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics

Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah

Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah

Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka

Muhmmad Ruhi Fidaka

Muhmmad Ruhi Fidaka

Peshe Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaeeinge

Aap Route Jaeeinge Hum Ko Hasaate Jaeeinge

Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah

Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka

mijrime haibat zada jab parde isyaan le chala

lutfe shafe taskin peshe yazda le chala

Allah Hoo Allah Hoo Allah Allah Hoo Allah Hoo Allah

Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka

Dil Nikal Jaane Kee Jaa Hai Aah! Kin Aankhoon Se Wo

Hum Se Piyaason Ke Liye Darya Ba-ha-te Jaeeinge

Kushtgaane Garmiye Mahshar Ko Wo Jaane Maseeh

Aaj Daaman Ki Hawa De Kar Jilate Jeenge

Gul Khilega Aaj Yeh Unki Naseeme Faiz Se

Khoon Route Aeenge Hum Muskurate Jeenge

Haan Chalo Hasrat Zad-oon Sunte Hain Wo Din Aaj Hai

Thee Khabar Jisskee Ke Wo Jalwa Dikhaate Jaeeinge

Kuch Khabar Bhee Hai Faqeeron Aaj Wo Din Hai Ke Wo

Na’mat-e-Khuld Apne Sadqe Meyn Luta-Te Jaeeinge

Khaak Uftado Buss Unn Ke Aane Hee Kee Der Hai

Khud Wo Girr Kar Sajdah Meyn Tum Ko Utha –Te Jaeeinge

Wus’ateyn Dee Hain Khuda Ne Daaman-e-Mehboob Ko

Jurm Khulte Jaeeinge Aur Wo Chupate Jaeeinge

Lo Wo Aee Muskurate Hum Aseeron Kee Taraf

Khirman-e-Is’iyaan Pe Bij-lee Gira-Te Jaeeinge

Sokhta Jaano Pe Wo Pur Joshe Rahmat Aee Hain

Aabe Kausar Se Lagi Dil Ki Bujhate Jeenge

Aaftaab Unka Hii Chamkega Jab Auron Ke Chiraag

Sarsare Joshe Bala Se Jhilmilate Jeenge

Paee Quba Puul Se Guzrenge Teri Aawaaz Par

Rabbi Sallim Ki Sada Par Wajd Laate Jeenge

Sarware Di Lije Apne Naatwano Ki Khabar

Nafso Shaitaan Seyida Kab Tak Dabate Jeenge

Hush-ar Tak Daa-leyn-ge Hum Pey-Da-Ish-e-Maula Kee Dhoom

Miss-Le Faa-Ris Najd Ke Qil Aey Gira-Te Jaeeinge

Khaak Ho Jaeein A’doo Jal Kar Magar Hum Tou Raza

Dum Meyn Jab Tak Dum Hai Zikr Unn Ka Suna-Te Jaeeinge


Related Content

  1. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  2. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  3. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  4. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  5. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  6. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  7. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  8. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  9. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  10. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  11. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  12. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  13. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  14. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  15. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  16. Rehmat Baras Rehi Hai
  17. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  18. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  19. ShaheMadina Naat Lyrics
  20. Aagae Mustafa Ki Sawaari

Leave a comment