Aye Madine ke Tajdar Tujhe, ahl-e-iman salam kehty hen
tery ushak tery diwany , jan-e-jana salam kehty hen
teri furqat men beqarar hen jo, hijar-e-taiba men dilfigar hen jo
vo talabgar-e-deed ro ro kar, a meri jan salam kehty hen
jo tery ishaq men tarapty hen, hazri k liye tarasty hen
izn-e-taiba ki ass men aqa, vo musalman salam kehty hen
jinko dunia k gham sataty hen, thokary darbadar jo khaty hen
ghamnaseebon k charagar tumko, vo pareshan salam kehty hen
ap aatar q pareshan hen, asiyon par bhi vo meharban hen
unpy rehmat vo khas karty hen, jo musalman salam kehty hen
Aye Madine ke Tajdar Tujhe
Related Content
- AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
- Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
- Ham Faqeeron Ko Madeene
- Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ Naat Lyrics
- Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
- Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
- Eh Sarware Duniya O Deen Naat Lyrics
- Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
- Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
- Khuda Ka Zikr Kare Naat Lyrics
- Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
- Tum Par Main Jan
- Chumma Rozy Di Jali Nu Naat Lyrics
- Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya Naat Lyrics
- Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi Naat Lyrics
- Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
- Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte Naat Lyrics
- Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala