Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil me ishq e Nabi ko jagayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Meri aankhe hogi munawwar rauze ko jab dekhunga
Dil ye khushi se bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil ki ye armaan hai Aaqa tayba ki un galion me
Mere dil ko mai samjhau ke Aaqa ka rauza nazar aagaya
Allah Allah unki jaali chumoon mai in honto’n se
Shukr Khuda ka karte bolu Aaqa ka rauza nazar Aagaya
Jald ghadi wo aayegi Rabb e Ta’ala ki rehmat se
Dil ye Tameem ka bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya.
Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Related Content
- Jashn Aamade Rasool
- Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
- Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer Naat Lyrics
- Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
- Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
- Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi Naat Lyrics
- Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
- MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
- Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
- Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
- BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
- Uchiyan Uchiyan Shaana
- Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
- Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
- Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd) Naat Lyrics
- Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
- Gali Hondi Madine Di Lyrics
- TAN SADQE MERA MANN SADQE
- TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
- Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza