Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin

Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin

Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin

Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin

Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin

Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira
Hub-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai humara aasraa koi nahin

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin


Related Content

  1. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  2. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  3. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  4. Aaqa Ka Milad Aaya
  5. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  6. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  7. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  8. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  9. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  10. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  11. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  12. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  13. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  14. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  15. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  16. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  17. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  18. Tum Par Main Jan
  19. Aey Mere Mola Mola Mola
  20. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics

Leave a comment