Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Gar aata ho dam e akhir mujhe jalwa unka
Maine mana ke siyahkaar gunahgaar hu mai
Laaj rakhle meri maula ke hu shaida unka
Roz e mehshar ki tamazat se bachaega mujhe
Meri bakhshish ka zariya hai ye jalsa unka
Dekh lo ahle jahan mere Nabi ki ulfat
Chuma hai bulbul e sidra ne bhi talwa unka
Kyun bhala fikr karu roz e qiyamat ka Tameem
Khuld le jayega mujhko bhi waseela unka
Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
Related Content
- Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
- Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
- Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte Naat Lyrics
- Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
- Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
- Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
- Uchiyan Uchiyan Shaana
- Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
- Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
- Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
- Tu Shamm-e- Risalat Hai
- sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
- Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi Naat Lyrics
- Sarkaar Ke Qadmo Mein Naat Lyrics
- Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
- Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai Naat Lyrics
- Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
- Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai Naat Lyrics
- LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
- Islam Zindabad, Islam Zindabad