Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics

ab kahan jaon tarap ke
dil ki yeh khwahish nikaal
ae madine ki zameen
meri bhi gunjaish nikaal

ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
kar ke fanah tak rahbari
mujh se aasi ki bhi koi
soorat e bakhshish nikaal

aye fiza taiba ki mere
gird halqa khench kar
mu’dat e umr e rawan se
arsa e gardish nikaal

bargah e Mustafa mein
dil se yeh aai sada
aaj ki taareekh se
taareekh e paidaish nikaal

pesh kar de na qamar
sarmaya e naat e nabi
hashr mein jab hukm ho ga
nama e pursish nikaal


Related Content

  1. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  2. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  3. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  4. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  5. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  6. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  7. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  8. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  9. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  10. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  11. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  12. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  13. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  14. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  15. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  16. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  17. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  18. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  19. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  20. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics

Leave a comment