Amina Ka Laal Aaya Lyrics

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,
jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,
Us ki to har har ada par bolta Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa,
ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,
Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya


Related Content

  1. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  2. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  3. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  4. Aaqa Ka Milad Aaya
  5. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  6. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  7. YA TAIBA YA TAIBA
  8. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  9. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  10. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  11. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  12. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  13. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  14. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  15. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  16. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  17. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  18. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  19. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  20. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)

Leave a comment