Bas Apne Dil Maen Madine ki

Bas Apne Dil Maen Madine ki arzoo rakhna
phir unka kam hy, jazby ki abroo rakhna

bohat zaroori hy didar-e-mustafa k liye
jighar k khon sy ankhon ko bawazoo rakhna

nakosh-e-pay-e-muhammad ki justajo men rahun
mery khuda meri chahat ki abroo rakhna

vahen py jana jahan sy jahan ko milta hy
tum apny dil k takazon ko robaroo rakhna

ujal-e-deen-e-muhammad k sath lelena
khuda ki rah men jab paye-e-justajo rakhna


Related Content

  1. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  2. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  3. Ya Nabi Ya Nabi
  4. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  5. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  6. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  7. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  8. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  9. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  10. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  11. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  12. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  13. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  14. Un Ki Nazar Mein
  15. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  16. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  17. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  18. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  19. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  20. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics

Leave a comment