Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
soz-e-furqat sy dil jab pareshan hua
lab py lataknatun ka payam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
jab barhi had sy didar ki tashnagi
rohbaro mery mah-e-tamam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
unki mehfil ka jab bhi tasawor kiya
hath men sir-e-wahdat ka jam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
fasily khawab hi khawab men ty huvy
ankh kholi to bab-us-salam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
kash phir hazri ki ijazat mily
phir karun arz aqa ghulam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
jab madina men pohnchon fiza ghonj uthy
lo vo shada-e-kherulanam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
Related Content
- Mere Allah Ke Nigaar Salaam Naat Lyrics
- Kaba Lyrics
- Do Jahaan Ke Waali Ka Naat Lyrics
- Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
- Do jag de wich hoye ujaale,
- Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Naat Lyrics
- Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
- Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
- OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
- Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai Naat Lyrics
- AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
- Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla Naat Lyrics
- Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
- Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
- Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
- Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
- Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
- Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics