Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics

Do jahaan ke Wali ka do jahan pe saya hey Naat Lyrics

Unko to Khuda ne Unki marzi se banayaa hey

Noori noori talwe hey, kaise pyaare jalwe hey

Chand Unke jalwo ki bheek lene aaya hey

Barkato ki raile hey, nooriyo ki mele hey

Halima teri kotya me Kaun muskuraya hey

Toor par kaha Rabb ne, Lan Taraani Musa Lekin

mere Aaqa ko, (Rabb ne) arsh par bulaya hey

Nabiyo ne salami di, waliyo ne ghulami ki Sar pe

Unke Khaaliq ne taaj woh saja hey

Mauj mein jab Aate heyn, Woh taajwar banate hey

Sab pe hey karam Nasir, apna ya paraya hey

Wadduha ka Chehra hey, Taha ka Sehra hey

Unke muskurane se zamana jagmagaya hey

Do jahaan ke Wali ka do jahaan pe saya hey

Unko tho Khuda ne Unki marzi se banaya hey


Related Content

  1. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  2. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  3. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  4. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  5. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  6. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  7. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  8. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  9. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  10. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  11. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  12. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  13. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  14. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  15. Rehmat Baras Rehi Hai
  16. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  17. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  18. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  19. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  20. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar

Leave a comment