Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics

Me Aasi Hun Magar Tu Bara Gaffar Ya Allah

Me aasi hoon magar tu bara gaffar ya allah

Karam se apne karde mera bera par ya allah

Sama jae mere dil Me muhbbat ke tere jalwe

Jidhar dekhu nazar aae tera anwar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………

Kadam bosi mayassar ho tere mahabub ki yarab

Rahu banakar gulame sayyide abrar ya

Karam se apne karde mera bera…………………………

Tamnna hain ke apni zindagi Me dekhalu Me bhi

Tere pyare tere mahabub ka darbar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………

Teri rahmat nazar aae kisi surat in aankho ko

Mere bigare huwe ban jae karobar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………

Rahu teri raza par Me hamesha sabiro sakir

Na de duniya ka koi gam muje aazar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………

Tamannae dili ye hain janabe gaus aazam ka

Dikhade pyara pyara noorani darbar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………

Tere dariyae rahmat Me ho tugyani pae bakhshish

Ho ‘kasim’ hashr Me jab hazir darbar ya allah

Karam se apne karde mera bera…………………………


Related Content

  1. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  2. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  3. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  4. Barhy jo karky vo
  5. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  6. Apni Lagan Laga De
  7. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  8. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  9. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  10. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  11. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  12. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  13. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  14. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  15. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  16. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  17. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  18. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  19. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics
  20. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics

Leave a comment