Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics

Mashgala aisa batao ke zara ji behle

tazkara unka sunao ke zara ji behle

hijr ki raat he gam tut raha he sar par

did khwabo me karao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Dil pareshan he sanse he ukharane vali

meri aankho me samao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Rukhe taban ki jalak dekhlu par tab kaha

nakshe-pa hi vo dikhao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

rukhe taban ki meri zalak dekhalu par tab kahan

nakase-pa hi wo dikhao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

mot hi shart hai didar ki khatir phir to

ruh jaldi se le jao  ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..

wasl ki sab hai meri kabr hai tanha main hu

intezar ab na karao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

zulmate kabr lagi kehane ‘rafi’ se ek din

sama ulfat ki jalao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

aakhi kuch hai ek or bhi aehsaan karo

meri bali pe tum aao ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..


Related Content

  1. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  2. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  3. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  4. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  5. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  6. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  7. Ham Faqeeron Ko Madeene
  8. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  9. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  10. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  11. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  12. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  13. Noori Mahfil Lyrics
  14. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  15. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  16. Un Ki Nazar Mein
  17. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  18. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  19. aaka ko pukar bande aaka pukar
  20. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par

Leave a comment