Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Mere  aaka  mere aaka

Apne mangto pe ho nigahe karam

Ilitaja hain ye tajdare haram

Mere aaka……………………………………

Madine dekhenge hai aarzoo sabki

Madine jaan se pyaar hai

Hai sabze gambad par wo noor ki baris

Bahot hasin nazara hai

Hasate did main har aankh hai nam

Iltija hai ye tajdare haram

Mere aaka…………………………………….

Ho rahamate hum par e rahamate  aalam

Sadae hain ye gulamo ki

Hamari laaj rakhe bulae  roze par

dua e  hain ye gulamo ki

kash nikle madine paak main dam

iltija hai ye ……………….

tumhare noori kadam jaha jaha  pe gaye

ujale rah tale hain

ye khushk mosam ka andhera dur huva

saje khajuro ke zumar hain

khairo barkat  waha hoti nahi kam

iltija hai ye…………………

hain husne yusuf  ki  hasin  bat  magar

nabi ki shan nirali hain

hain sare alam me ye husn jitna bhi

nabi ke dar ka sawali hain

husne-akhlak mangte hain ham

iltija hai ye……………………..

huzur nat kahun hain arzoo meri

yuhin ye umr gujar jaye

kamal karde ata ‘kamal’ ko aaka

madina dil main utar jaae

hamd aur naat ka ye mera kalam

iltija hai ye ……………….


Related Content

  1. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  2. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  3. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  4. aaka ko pukar bande aaka pukar
  5. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  6. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  7. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  8. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  9. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  10. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  11. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  12. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  13. Ya Nabi Ya Nabi
  14. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  15. Aey Mere Mola Mola Mola
  16. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  17. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  18. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  19. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  20. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali

Leave a comment