Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics

Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Konain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki
Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Maah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka
Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Farsh-E-Zameen Se Leykar Arsh-E-A’zeem Tak Hai
Ye Saari Khair-O-Barkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Iblis Ke Jigar Per Chaltay Issiyare Iss Per Giraan Hai
Shirkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Ta’zeem Ko Uthay Ab Yaaran-E-Anjum Sab
Aayei Qareeb Sa’at Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Shukr-E-Khuda Ada Kar Dil Se Habib Har Dum
Jisnay Ye Dei Hai Ne’mat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein


Related Content

  1. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  2. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  3. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  4. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  5. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  6. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  7. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  8. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  9. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  10. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  11. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  12. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  13. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  14. Karam Karam Mola
  15. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  16. Aadha Idhar Aadha Udhar
  17. Ae Noor-e-mujjassim
  18. Al Nabi Sallu Alai
  19. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  20. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics

Leave a comment