Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauka De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham

Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam

(Neki Ki Raah Pe Chalne Lage Hain Ham)

(Achhaai Ki Taraf Badhne Lage Qadam)

Hai Is Ki Ye Wajah Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya

Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila

(Sab Poochne Lage Isme Hai Raaz Kya)

(Rahmat ka qafila Kis Tarha Se Mila)

Maine Sabse Kah Diya Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan

Maine Bola Ae Khuda Mujhe Mauqa De Zara

Ke Ibadat Kar Sakunn Mere Dil Ko De Sukoon

Maine Maangi Jab Ye Dua Mujhe Tohfe Me Mila

Ramzan Ramzan Ramzan Ramzan

Bakhshish Ka Aasra

Ramzan, Ramzan

Ramzan, Ramzan


Related Content

  1. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  2. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  3. Abhi jibril utre
  4. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  5. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  6. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  7. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  8. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  9. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  10. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  11. Aey Mere Mola Mola Mola
  12. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  13. Karam Karam Mola
  14. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  15. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  16. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  17. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  18. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  19. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  20. Balaghal Ula Bi Kamalihi

Leave a comment