Un (pbuh) ki nazar main jab se main hoon ranj nahi aalaam nahi
Meri nazar main is se barh kar or koi kaam inaam nahi
Ronay wali aankhein maango rona sab ka kaam nahi
Zikar-e-muhabbat aam hay lekin soz-e-muhabbat aam nahi
Tu shayer hay naat-e-Nabi (pbuh) ka wayez ban kar baat na kar
Khizar se rasta pooch kay chalna deewano ka kaam nahi
Jo mehroom-e-rakht-e-safar thay un (pbuh) ki gali tak ja puhnchay
Jazba-e-ulfat sadiq ho to koi tarapna kaam nahi
Un (pbuh) ka sana khwan Un (pbuh) ka bhikari Un (pbuh) ka sawali un (pbuh) ka gadaa
Sirf Adeeb na bolo mujh ko aik hee mera naam nahi
Un (pbuh) ki nazar main jab se main hoon ranj nahi aalaam nahi
Meri nazar main is se barh kar or koi kaam inaam nahi
Un Ki Nazar Mein
Related Content
- Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay Naat Lyrics
- Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me Naat Lyrics
- Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai Naat Lyrics
- Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho Naat Lyrics
- Karahe Hain Teri Sana Khani
- Ham Faqeeron Ko Madeene
- Mein Mangta Haan Teray Ishq Da Naat Lyrics
- Azal Ki Khushboo Ho
- Eidon Ki Hai Eid Aayi
- Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah Naat Lyrics
- Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics
- Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
- Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ Naat Lyrics
- Aye Madine ke Tajdar Tujhe
- Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
- Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
- Karam Karam Mola
- Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
- Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
- Aawaz panch waqt lagati hai momino