Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par

Aya na Hoga is Tarha, Husn o Shabab ret par

Gulshan e Fatima ke the, sare gulaab ret par



Jane Batool ke siwa, koi nahin khila saka

Qatra e aab ke bagheir, itne ghulaab ret per.



Jitne sawal ishq ne, aal e Rasool se kiye

Eik ke baad aik diye, sare jawab ret par.



Pyaasa Hussain ko kahoon, itna to be adab nahin

Lam se labe Hussain ko, tarsa hai aab ret par.



Ishq main kiya bachaiye, ishq mein kiya lutaiye

Ale Nabi ne likh diya. sara nissab reat par.



Ale Nabi ka kaam tha, ale Nabi hi ker gee

Koi na likh saka adeb aisi kitaab reit par


Related Content

  1. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  2. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  3. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  4. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  5. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  6. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  7. Aye Hasnain Ke Nana
  8. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  9. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  10. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  11. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  12. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics
  13. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  14. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  15. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  16. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  17. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  18. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  19. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  20. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics

Leave a comment