Amina Ka Laal Aaya Lyrics

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,
jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,
Us ki to har har ada par bolta Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa,
ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,
Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya


Related Content

  1. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  2. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  3. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  4. Ya Nabi Ya Rasool
  5. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  6. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  7. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  8. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  9. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  10. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  11. Karahe Hain Teri Sana Khani
  12. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  13. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  14. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  15. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  16. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  17. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  18. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  19. Do jag de wich hoye ujaale,
  20. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics

Leave a comment