Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala

Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen hai
Wohi mash anayra hay azmo yakeen hai
Usey say hamaray dilon main ujala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kay yeh gham par hai ahsaan saray
Kadam manzelaain chomtey hain hamaray
Usey nain andhayron say ham ko nikala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala


Related Content

  1. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  2. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  3. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  4. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  5. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  6. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  7. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  8. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  9. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  10. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  11. Mujhe Rang De Maula
  12. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  13. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  14. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  15. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  16. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  17. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  18. Ni Mitiyye Madeene Diye
  19. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  20. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Leave a comment