Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)

Madinah deykhney ki aarazu hai meray seenay mein
Ilahi! woh ghadi aaey keh mein pohonchun Madiney mein

Hai mukhda wa-Duhah ka, zulf hai wal-Layl ki Teri
Ghulaab-o-mushk sey barh kar hai bu Teray paseenay mein

Karein gey mujh sey aasi par bhi woh lutf ki baarish
nah tha yeh qiyaas mein meray, nah tha meray qareeney mein

Makeen-e-Ghunbad-e-Khazra! bula lo Apney qadmon mein
Teri doori key nishtar rowz-o-shab chubhtey hein seenay mein


Related Content

  1. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  2. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  3. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  4. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  5. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  6. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  7. Aey Mere Mola Mola Mola
  8. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  9. Apni Lagan Laga De
  10. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  11. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  12. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  13. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  14. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  15. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  16. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  17. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  18. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  19. Aankhon ka taara naame Muhammed
  20. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Leave a comment