Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Koi kuftagu ho lab par tera naam agaya hai

Tera Zikar kartay kartay yeh maqaan agaya hai

Dar e Mustafa ka manzar meri chashme tar key andar

Kabhi subho agaya hai kabhi shaam agaya hai

Yeh Talib hai duniya bar key woh gada hai unkey dar key

Key karam ka unkey hathon ye nazaam agaya hai

Jissey pee kar shaykh saadi balaghal ula pukaray

Meray dastay naathkhawaan mey woh jaam agaya hai

Aap Aqaaon key aqa aap hai shah – e – umum

Ya Rasoolulallah (saw) mey hoo aap ka adna ghulam

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi


Related Content

  1. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  2. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  3. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  4. Ni Mitiyye Madeene Diye
  5. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  6. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  7. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  8. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  9. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  10. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  11. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  12. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  13. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  14. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  15. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  16. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  17. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  18. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  19. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  20. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics

Leave a comment