Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)

Bacha bacha muskariyah baravein ka chand aya

Khusiyah ka toofan laya baravein ka chand aya

Shaadmanee ke taranay goonjtay hai dahar mai

Wajad mai har shahz aya baravein ka chand aya

Roshni hee roshni hai chandnee hee chandnee

zarra zarra jamagaya baravein ka chand aya

Ho gia hai band saray zulmato ke baab aaj

Dahar mai woh noor aya baravein ka chand aya

Kil uttee kalya muhabbat kee gallo par hai nikhaar

Baghay ulfat lelahaya baravein ka chand aya

Sazay jan par bajj rahay hai ek naghma baar baar

Amina ka laal aya baravein ka chand aya

Shukar kartay hee raho rab ka ujagar subah o shaam

Rab ka kaisa fazal paya baravein ka chand aya


Related Content

  1. Qurban Tumpe Meri Jaan
  2. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  3. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  4. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  5. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  6. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  7. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  8. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  9. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  10. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  11. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  12. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  13. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  14. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  15. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  16. Aap aye duniya vich door hoye gham
  17. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  18. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  19. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  20. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He

Leave a comment