Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)

Habib-e-Khuda ka nazaara karoon main
Dil-o-jaan un par nisaara karoon main

Teri kakshe pa yu savaara karoon main
Ke palko se usko buhaara karoon main

Mera din-o-iman farishte jo puche
Tumhari hi janib ishaara karoon main

Yeh ek jaan kiya hai agar ho karoron
Tere naam par sab ko wara karoon main

Tere naam par sar ko qurbaan karke
Tere sar se sadqe utaara karoon main

Main kiyu ghair ki thokre khane jao
Tere dar se apna guzaara karoon main

Dam-e-wapsi tak tere geet gau
Mohammed(S.A.W.W) Mohammed(S.A.W.W)
Mohammed(S.A.W.W) Mohammed(S.A.W.W)

Mohammed(S.A.W.W) Pukara karoon main

Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
Yuhi zindagani guzaara karoon main

Khuda khair se laye wo din bhi Noori
Madine ki galiya bulaara karoon main


Related Content

  1. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  2. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  3. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  4. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  5. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  6. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  7. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  8. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  9. Aadha Idhar Aadha Udhar
  10. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  11. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  12. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  13. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  14. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  15. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  16. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  17. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  18. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  19. Tum Par Main Jan
  20. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi

Leave a comment