Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)

Un ke jo Ghulaam hogaye
Waqt ke Imaam hogaye

Faiz unke aam hogaye
Do jaha ghulaam hogaye

Jab bulaaya Aqaa ne
Khud hi Intazaam hogaye

Paas waale dekhte rahe
Door se Salaam hogaye

Farsh se woh jaakar ta arsh
Rabb se hum Kalaam hogaye

Waasta jo Aap ka
Mere saare kaam hogaye

Naam le wa unke jo huwe
Unke unche naam hogaye

Muqtadi he saare Ambiya
Mustapha Imaam hogaye

Ambiya khare he saf ba saf
Mustapha Imaam hogaye

Mere Mustapha ki shaan dekh kar
Badsha Ghulaam hogaye

Sab ba sab kare he sab Shaheed
Aur Hussein Imaam hogaye

Naathe ka he aapke awaaz
Naathe kha awaam hogaye

Waqf pe naath khaani-e Riaz
Tere sub ho shaam hogaye


Related Content

  1. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  2. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  3. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  4. Tum Par Main Jan
  5. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  6. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  7. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  8. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  9. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  10. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  11. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  12. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  13. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  14. Aye Hasnain Ke Nana
  15. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  16. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  17. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  18. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  19. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  20. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih

Leave a comment