Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics

Mere aaqa ki hai shaan sabse alag
Jaise rutbe me qur’an sabse alag

Shaane khairul basher khatamul ambiya
Ik payambar ik insaan sabse alag

Shafqate be-sabab rehmate be-talab
unki bakshish ka unwaan sabse alag

Arsh qadmo me payvand poshak me
Hai do aalam ke sultaan sabse alag

Unko dekha nahi fir bhi pehchan le
Meri aankho ka imaan sabse alag

Unke darr ke gada sar pe taaje ana
Hum faqeero ki pehchan sabse alag

Naat kehte hai dil ki zameeno me hum
Shayar apna hai maidan sabse alag


Related Content

  1. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  2. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  3. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  4. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  5. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  6. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  7. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  8. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  9. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  10. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  11. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  12. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  13. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  14. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  15. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  16. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  17. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  18. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  19. Tum Par Main Jan
  20. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Leave a comment