Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics

Mujhe apna bana lo Tum Khudara Ya RasoolAllah
Karo lutfo karam ka eik ishara Ya RasoolAllah

Chorus: RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah,
RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah, RasoolAllah,

Na chedo mujhko aada tum ghulaam-e-Shaah-e-Bathaa hoo
Chali aagi nusrat gar pukara Ya RasoolAllah

Chupaao jab ke daaman mai ghulaamo ko sar-e-mahshar
Mile mujko bhi chadar ka kinara Ya RasoolAllah

Tumhi ho qaasim-e-naimat milee tum se ye sab naimat
Tumhaare tukdo par mera guzara Ya RasoolAllah

Ataa ilme ladunee ho mujhe sadqe mai haidar ke
Jihaalat ko ho mujh se ab kanara Ya RasoolAllah

Meri jholi mai sadqa Ghaus ka rak de Huzoor-e-mun
Issi ummeed par daaman pasaara Ya RasoolAllah

Banaa kar saail-e-Taiba meri kismat jagaayi hai
Bulandee par hai Shakir ka sitara Ya RasoolAllah

Karo Maqbool Sunni Dawate Islami ko Aaqa
Kare hai arz ye Shakir tumhara Ya RasoolAllah !


Related Content

  1. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  2. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  3. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  4. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  5. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  6. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  7. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  8. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  9. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  10. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  11. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  12. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  13. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  14. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  15. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  16. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  17. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  18. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  19. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  20. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics

Leave a comment