Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se
Utha Le Jayein Thodi Khak Unke Aastane Se…Tumhare Dar Ke Tukro Se Paraa Palta Hai Ek Aalam
Guzara Sab Ka Hota Hai Isi Muhtaaj Khane Se…

Koi Firdaus Ho Ya Khuld Ho Hum Ko Garaz Matlab
Lagaya Ab Toh Bistar Aap Hi Ke Aastane Se…

Na Kyon Unki Taraf Allah Saw Saw Pyar Se Dekhe
Jo Apni Ankhein Malte Hain Tmhare Aastane Se…

Tumhare To Woh Ehsaan Aur Na-Farmaniyan Apni
Hame Toh Sharm Si Aati Hai Tmko Munh Dikha Ne Se…

Bahar-E-Khuld Sadq-E-Ho Rahi Hai Roo-E-Aashiq Per
Khili Jati Hain Khaliyan Dil Ki Tere Muskurane Se…

Bulalo Apne Dar Per Ab Toh Hum Khana Badoshon Ko
Phirein Kb Tq Kalyan Khowar Dar Dar Be Thikane Se…

Na Pahonche Unke Qadmo Tak Na Kuch Husne Amal Hi Hai
#HASSAN Kya Puchte Ho Hum Gaye Guzre Zamane Se….


Related Content

  1. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  2. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics
  3. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  4. Noor Wala Aya Hai
  5. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  6. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  7. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  8. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  9. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  10. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  11. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  12. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  13. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  14. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  15. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  16. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  17. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  18. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  19. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  20. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics

Leave a comment