Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics

Nahi He Koi Duniya Main Hamara Ya Rasool AllahFaqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahSarapa Maaseaat Hoon Baar Hay Bay Ham Gunahoon Ka
Bachana Nar-E-Dozakh Say Khuda Raa Ra Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahTalatum Khaiz Hay Daria Bhanwar Main Hay Mairi Kashti
Nazar Aata Naheen Koi Kinara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Faqat Aamal Kay Badlay Naan Paye Ga Koi Janat
Naan Ho Ga Jab Talak Tera Ishara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Haqeeqat Main Bohat Berh Kar Hay Arsh-E-Mo’ala Sey
Zameen Jiss Par Ho Naqsh-E-Paa Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Tarapta Hay Maira Dil Aur Tarasti Hain Bohat Aankhaien
Bula Loophir Madinay Main Dobara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Gunahgaaraan-E-Ummat Ka Khajal Hoona Saza Pana
Tairi Rehmat Ko Kab Ho Ga Gawara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Dam-E-Aakhir Zara Hassam Par Itna Karam Karna
Keh Uss Kay Lab Par Hoo Kalma Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah

Naheen Hay Koi Dunia Main Hamara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah


Related Content

  1. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  2. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  3. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  4. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  5. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  6. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  7. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  8. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  9. Rehmat Baras Rehi Hai
  10. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  11. MEHBOOB DA MELA AE
  12. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  13. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  14. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  15. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  16. Karam Karam Mola
  17. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  18. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  19. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  20. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat

Leave a comment