Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge

Nabi  Ki Naat Ki Mahefil Sajjaana Ham Na Chaurein Ge

Yeh Nara Ya Rasulallah Laga Ham Na Chorein Ge

Kaho To Chor Dein Ge Ham Jahan Ki Mahefilein Sari

Magar Milad Ki Mahefil, Mana Ham Na Chorein Ge

Pukara Jab Bhi Mushkil Me Chale Aee Mere Aaqa

Woh Sunte Hain Woh Aate Hein, Bulana Ham Na Chorain Ge

Nabi Ki Naat Parhna Hazrat E Hassan Ki Sunnat Hai

Hai Jab Tak Dam Main Dam Naatein, Sunana Ham Na Chorain Ge

Milli Hai Isme Azam Ki Yeh Dolat Gouse Ka Sadqa

Ke Jashn E Yarhwein Unka, Mana Ham Na Choraein Ge

Kaho Yeh Jalne Waloon Se Maro Ge Younhi Jal Jal Ke

Yeh Hoo Ki Bijliyaan Tum Per, Girana Ham Na Chorain Ge

Kare Yeh Zikar Se Abad Diloon Ki Bastiyaan Alwi

Jabine Shouq Ke Sajde, Lutana Ham Na Chrain Ge

Yeh Nara Ta Rasoolallah Lagana Ham Na Chourein Ge

Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Ham Na Choryein Gea


Related Content

  1. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  2. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  3. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  4. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  5. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  6. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  7. Noor Wala Aya Hai
  8. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  9. Aankhon ka taara naame Muhammed
  10. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  11. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  12. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  13. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  14. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  15. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  16. Rab Mehfilan Sajayan
  17. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  18. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  19. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  20. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani

Leave a comment