Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics

Nazar Ko Bakhsh Do Aisa Asar Garib Nawaz
Nazar Utha U To Avo Nazar Garib Nawaz

Garib Jayey To Jayey Kidhar Garib Nawaz
Tumhara Dar Hey Mohammad Ka Dar Garib Nawaz

Wahi Madad Key Liyey Ayeygey Moinuddin
Labo Pey Aagaya Teyrey Agar Garib Nawaz

Nazar Ho Jis Pey Teyri Uska Puch Na Hi Kya
Teyri Nazar Hey Nabi Ki Nazar Garib Nawaz

Mey Pul Sirat Sey Guzaru To Is Tarha Guzru
Idhar Ho Ghaus Piya Aur Idhar Garib Nawaz

Rasool-EY-Pak Ney Is Hind Ko Dua Di Hey
Basa Hey Jab Sey Tumhara Nagar Garib Nawaz

Padhaya Apney Lakho Ko Rah Main Kalma
Kiya Madiney Sey Aisa Safar Garib Nawaz


Related Content

  1. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  2. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  3. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  4. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  5. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  6. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  7. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  8. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  9. Al Nabi Sallu Alai
  10. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  11. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  12. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  13. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  14. Rehmat Baras Rehi Hai
  15. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  16. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  17. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  18. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  19. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  20. MADINE WAALE MERI LAAJPAL

Leave a comment