Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….

Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
Hai naashire maslake Aala hazrat Gulzar e Millat….

Sara jaha Aashiqe Mustafa Ho Bandae Khawaja piya o Raza ho,
Kar aapke jaise ho peere tariqat Gulzar e Millat….

Hai kaun Gulzar e Millat Aye lago puche agar koi tumse aye logo,
Kehdena Hai Aashiqe Aala hazrat Gulzar e Millat…

Rabbe do Aalam ka Hai Fazle kamil murshidi tumko fir kyu na ho hasil,
Jubbae maula ali ki wirasat Gulzar e Millat….

Gum bhul jaate hai sab gum ke maare jab bole kaise ho lalla hamare,
Dil ko sukude tumhari ziyarat Gulzar e Millat….

Andaaz jo sayyed miya ka dekha Barjasta dil ye mera bol utha,
Aapke baad hongi unki khilafat Gulzar e Millat…

Bole to yaad aye shaahe madina ith roze behtar hai tera pasina,
Sabr me lagte hai tajushariah Gulzar e Millat…..

Saadi hai jis dil me ishqe risaalat uske liye rose mehshar hai rahat,
Usko dilaenge nana se jannat Gulzar e Millat…


Related Content

  1. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  2. Ali Haidar ka gharana
  3. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  4. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  5. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  6. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  7. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  8. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  9. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  10. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  11. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  12. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  13. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  14. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  15. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  16. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  17. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  18. Aadha Idhar Aadha Udhar
  19. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  20. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh

Leave a comment