Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
Jannat ke sardaro se hai rishta fazley rahma ka
Jo bhi dil duniya me hua hai Saida fazley rahma ka
Usko dono deen mila hai saya fazley rahma ka
Elm mila hai enko babe sahre elm e aaqa se
Jao to Hasnain se pucho rutba fazley rahma ka
Fazlu Miya maroof o Ajju Yasir or naved sabhi
Deen ke raste par hai baccha baccha fazley rahma ka
Munkir thaa milaad ka lekin jab hai jalaye bujhte diye
Pal me hua hai dekh kar munkir Saida fazley rahma ka
Jalte ho to jalte raho tum ye to mahboob e rab hai
Dekhoge hasr me tum kya hai rutba fazley rahma ka
Uski kismat ayse chamki arsh ke taare hai ye shajar
Jisne bhi chuma hai yaaro talwa fazley rahma ka
Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
Related Content
- Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
- Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah Naat Lyrics
- AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
- Nahi He Koi Duniya Main Hamara Naat Lyrics
- Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics
- Mashgala Aisa Batao Ke Zara Naat Lyrics
- Noorani Darbaar Madine Waale Ka
- BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
- Maah E Rabi Ul Awwal Aaya Naat Lyrics
- Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
- Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
- AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
- Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics
- Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Naat Lyrics
- Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
- Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
- MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
- Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan