BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Bigri banaa-o Makki Madani, Bigri banaa-o Makki Madani
Dar pe bulaa-o, dar pe bulaa-o, Makki Madani

Deed teri he Eid meri, Jalwah dikha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Hum ho ghunahon me doobe huwe, Jaise he nibha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Mehshar me hoga lab pe yehi, Hum ko bacha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Sadqa Apne Nawaason ka, Dukhre mitha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Banti he bigri ghar kar de, Ekh Ishaara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Aaye madad ko tum is ki Aqaa
Aayi Madad ko tum is ki
Jis ne pukaara Makki Madani
Jis ne pukaara Makki Madani

Bheek pe Teri hota he
Mera ghuzaara Makki Madani
Mera ghuzaara, Mera ghuzaara, Makki Madani

Toote dilo ki dharas he, Naam Tumhara Makki Madani
Ism Muqaddas Noorani, Ankhon ka Taara Makki Madani
Doori Riaz ko Dar se Tere
Kab he ghowaara Makki Madani


Related Content

  1. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  2. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  3. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  4. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  5. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  6. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  7. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  8. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  9. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  10. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  11. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  12. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  13. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  14. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  15. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  16. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  17. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  18. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  19. Soona jungle raat andheri chaye hai
  20. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE

Leave a comment