Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics

Dar e Nabi Par

Yeh Rifaat-e-Zikaar-e-Mustaafaa Hai,Naahi Kissi kaa Maaqaam Aisa

Jo Baaaad Zikr-e-Khudaa Hai AAfzaal Hai Zikaar-e-KHair Ul AAnaam

Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa

Maadine Waale KaaHain Maaqaami Ho Unke Daar Par Qaayaam Aisa

Laabon pe Nam-e-Naabi Jab Aayaa Guraaiz Pan Haadson Ko Jo Tal Detaa Hai Mushkilon Ko Mere Nabi Kaa Hai Nam

Mujhi ko Dekho Woh Betalab hi Nawaazte Jaa Rahe Hain Paihum

Na Mera Koi Amal Hai Aisa Naa Meraa Koi Hai Kaaaam Aisa

Bilal Tuj Par Nisar Javoon Ke Khud Nabi Ne Tujhe Kharida

Nasib Ho To Nasib Aisa Ghulaam Ho To Ghulaam Aisa

Hain Jitne Aql-o-Khirad ke Dawe Sab Unki Gard-e-Safar Main Gum Hain

Koi Bhi Ab Tak Samajh Naa Paayaa, Hai Mustafaa Kaa Maqaam Aisa

Ke Namaaz Aqsaa Main Jab Parhaayee To Ambiyaa aur Rusool Yeh Bole

Ke Namaaz Ho To Namaaz Aesi Imaam Ho To Imaam Aisa

Main Khaalid APne Nabi Pe Qurbaan Hai Jis kaa Khulq-e-Azeem Quraa’n

Salaamti Ki Jo Hai Zamaanat Woh Le ke Aaaye Nizaam Aisa


Related Content

  1. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  2. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  3. Aadha Idhar Aadha Udhar
  4. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  5. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  6. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  7. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  8. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  9. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  10. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  11. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  12. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  13. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  14. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  15. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  16. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  17. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  18. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  19. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  20. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics

Leave a comment