Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey } 2

Hum Madine mein tanha nikal jayengey
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey 2

Hum wahan jakey wapas nahin ayengey
Doond te doondte log tak jayengey 2

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega
Bandagi ka kareena badal jaye ga 2

Sar juka ne ki fursat miley gi kisey
Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2

Naamey Aaka jahan bhi liya jayega
Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2

Noor hi noor seeno mein bhar jayega
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2

Eh Madiny ke zahi KHuda ke liye
Daastaan ne safar mujko yumad suna 2

Baat bhar jayegi dil tarap jayega
Mere mohtat aasoo chalak jayege 2

Unki chashme karam ko hai iski khabar
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar 2

Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney 2

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey


Related Content

  1. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  2. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  3. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  4. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  5. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  6. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  7. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  8. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  9. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  10. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  11. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  12. Tere Ishq Di Dolat
  13. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  14. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  15. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  16. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  17. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  18. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  19. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  20. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics

Leave a comment