Hum Ko Bulana Ya Rasulallah

Hum ko bulana Ya Rasulallah
Hum ko bulana Ya Habiballah

Kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhenge
Hum-e bulwayenge aaqa Madinah hum bhi dekhenge

Dharak uthe ga dil ya dharakna bhool jayega
Dil-e-bismil ka uss dar per tamasha hum bhi dekhenge

Adab se haath baandhe unke roze par khare hoonge
Sunehri jaliyon ka youn nazara hum bhi dekhenge

Barasti gumbad-e-khizra se takrati huwi bundhe
Wahan par shan se baarish barasna hum bhi dekhenge

Dar-e-dawlat se lawtaya nahin jaata koi khaali
Wahan khayrat ka batna khudaya hum bhi dekhenge

Guzare raat din apne issi umeed par humne
Kissi din to jamal-e-ru e zeba hum bhi dekhenge

Dum-e-rukhsat qadam man bharke hain mehsoos karte he
Kisse he jaake lawt aane ka yaara hum bhi dekhenge

Pohonch jayenge jiss din e ujaagar unke qadmon me
Kisse kehte hain jannat ka nazara hum bhi dekhenge


Related Content

  1. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  2. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  3. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  4. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  5. Ya Nabi Ya Rasool
  6. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  7. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  8. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  9. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  10. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  11. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  12. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  13. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  14. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  15. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  16. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  17. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  18. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  19. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  20. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Leave a comment