Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga

Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar
In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga

Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi
Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga

Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi
Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga

Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki
Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga

Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay
Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga

Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai
Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga


Related Content

  1. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  2. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  3. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  4. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  5. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  6. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  7. Qurban Tumpe Meri Jaan
  8. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  9. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  10. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  11. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  12. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  13. Ni Mitiyye Madeene Diye
  14. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  15. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  16. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  17. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  18. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  19. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  20. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics

Leave a comment