Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha

Tere Qadmo me aana, mera kaam tha
Meri Kismat jagaana, Tera kaam he

Meri aankho ko he, deed ki arazoo
Rukh se Parda uthaana, Tera kaam he

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen
Tere faiz-e karam ki to hud hi nahi

Jin ko duniya me koyi na apna kahe
unko apna banana Tera kaam he

Baaraa bat?ta he Sultaane Kaunain ka
Sadqa Moula Ali Sadqa Hasnain ka
Sadqa Khwaja Piya Ghous Saqalain ka
Sadqa Sultan Bahu Peer Kaamil ka
Haaziri hogayi ye bhi in?aam he

Mere dil me teri yaad ka raaj he
Zahne Tere Tassawur ka muhtaaj he
Har ek nigahe karam me meri laaj he
Laaj meri nibhaana Tera kaam he

Pesh har aarazoo har tamana karoo
Thaam loo Jaaliya iltija ye karo
Mangne waalo daaman kushaada karo
Noor waale ka Faiz-e-karam aam he


Related Content

  1. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  2. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  3. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  4. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  5. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  6. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  7. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  8. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  9. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  10. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  11. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  12. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  13. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  14. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  15. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  16. Un Ki Nazar Mein
  17. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  18. TARON MEIN ROSHNI
  19. Noori Mahfil Lyrics
  20. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai

Leave a comment