jahan roza e pak khreulwara hai
vo janat nahin hai tho pir aur kya hai
kahan main kahan yeh madiney ki galiyan
yeh kismat nahin hai tho pir aur kya hai }
muhammad ki azmat ko kya poochtey ho
ke vo sahibey kaaba kausen tehre 2
bashar ki sarey arsh, mehman nawazi
yeh azmat nahin hai tho, pir aur kya hai 2
jo sai ko kamli mein apni chupaley
jo dushman ko bhi zakhm, ka kar dua de 2
usey aur kya naam dega zamana
vo rehmat nahin hai tho piur aur kys hai 2
qayamat ka ik din muwayan hai lekin
humare liye har nafas hai qayamat 2
madiney se hum jaa nisaron ki doori
qayamat nahin hai tho pir aur kya hai 2
tum iqbal yeh naat keh tho rahey ho
magar yeh bhi socha ke kya kar rahey ho 2
kahan tum kahan madhey mamo hey yazdaan
yeh jurat nahin hai tho pir aur kya hai 2
jahan roza e pak khreulwara hai
vo janat nahin hai tho pir aur kya hai
kahan main kahan yeh madiney ki galiyan