Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics



Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale
Jaane Waale Nahi Aane Wale

Sun Le Aada Main Bigadane Ka Nahi
Vo Salamat Hain Banane Wale

Aankhain Kuch Kehati Hain Tuj Se Pegham
O-Dare Yar Ke Jane Wale

Phir Na Karvat Li Madine Ki Taraf
Are Chal Jhute Bahane Wale

Nafs Main Jak Huva Tu Na Mita
Ae Meri Jan Ke Khane Wale

Jite Kya Dekh Ke Hain Ae Huro
Tayba Se Khuld Main Ane Wale

Sath Lelo Muje Main Mujlim Hu
Rah Me Palke Hain Thane Wale

Koi Din Main Ye Sara Aujad He
Are Ao-Chhavani Chhane Wale

Jabah Hote Hain Vatan Se Bichhde
Dale Kyo Gate Hain Gane Wale

Are Bad Fal Hari Hoti Hain
Dale Ka Jangala Sunane Wale

Husn Tera Sana Dekha Sunna
Kehte Hain Agre Jamane Wale

Wahi Dhoom In Ki He Mashaalla
Mit Gaye Ap Mitane Wale

Kyu “Raza” Aaj Gali Suni Hain
Uth Mere Dhoom Machane Wale

Related Content

  1. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  2. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  3. Aankhon ka taara naame Muhammed
  4. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  5. Aadha Idhar Aadha Udhar
  6. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  7. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  8. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  9. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  10. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  11. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  12. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  13. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  14. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  15. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  16. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  17. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  18. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  19. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  20. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics

Leave a comment