Ankhouen mein bas geya hai Madina huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka
Be kas ka aasera hai Madina huzoor ka
Phir ja rahe hai ahle Mohabbat ke qafle
Phir yaad aa raha hai Madina huzoor ka
Nabiyouen mein jaise afzal-o-A’ala hai mustafa
Sherouen mein baadshah hai Madina huzoor ka
Jab se qadam pare hai risalat ma’aab ke
Jannat se bar geya hai Madina huzoor ka
Har zara zara apni jagga ma’ahataab hai
Kya jagma’ga raha hai Madina huzoor ka
Qudsi bhi chumthe hai addab se yahan ki khaaq
Qismat mein jhometha hai Madina huzoor ka
Ho naaz kyoun na is ko Neyazi naseeb par
Jis ko bhi mil geya hai Madina huzoor ka
Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
Related Content
- Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
- MADINE WAALE MERI LAAJPAL
- Ae Noor-e-mujjassim
- Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah Naat Lyrics
- Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
- Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
- Aaqa Ka Milad Aaya
- Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho Naat Lyrics
- Aaj Muhammad aye moray ghar
- Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
- Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein Naat Lyrics
- Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz Naat Lyrics
- Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
- Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
- Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
- Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
- Nabi Nabi Nabi Nabi Naat Lyrics
- Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Naat Lyrics
- Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
- Tala Al Badru Alyna