Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics

Ho karam sarkar ab to ho gae ghum beshumar

Jaan o dil tum pur fida ae do jahan ke tajdar

Mein akela aur masaail zindagi ke beshumar

aap hi kuch kijiye na ae shah e aali waqaar

Ya Rasulallah sun lijiye meri furyad ko

kon hai jo ke sune tere siwa meri pukaar

Yaad aata hai tawaf e khana e ka’aba mujhe

aur lipatna multazam se walihana bar bar

Choom kar khak e madina jhoomta phirta tha mein

yaad aatein hain madine ke mujhe lail o nahar

Gumbade khazra ke jalwe aur woh iftariyaan

yaad aati hai bohot ramzan e taiba ki bahaar

Juld phir tum lo bula aur subz gumbad do dikha

hazri ki aarzoo ne kar diya phir beqaraar

Ghumzada yun


Related Content

  1. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  2. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  3. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  4. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  5. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  6. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  7. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  8. Aadha Idhar Aadha Udhar
  9. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  10. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  11. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  12. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  13. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  14. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  15. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  16. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  17. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  18. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  19. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  20. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics

Leave a comment